This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Naya Taraana”(1943) was directed by Najam Naqvi for Navyug Chitrapat Limited, Poona. The movie had Snehprabha Pradhan, P Jairaj, David, Mishra, Dar Kashmiri, Girdhari, Kulbhushan, Saukar, Raja Paranjpe, Pratima Devi, Sharda, Chandrika etc in it.
This forgotten “social” movie had nine songs in it.
Here is the first song from “Naya Taraana”(1943) to appear in the blog. This song is sung by Khan Mastana. Wali Sahab is the lyricist. Music is composed by Amir Ali.
Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the movie as well as on the picturisation of this song with a message.
With this song, “Naya Taraana'(1943) makes its debut in the blog.
Song-O insaan bade insaan (Naya Taraana)(1943) Singer-Khan Mastana, Lyrics-Wali Sahab, MD-Amir Ali
Lyrics
o insaan bade insaan
o inahan bade insaan
aa tujhe sheesha dikhlaaoon
apne ko pehchaan aan
apne ko pehchaan
bade insaan
o insaan bade insaan
saanjh sakhaare dharti ko tu
kahe hai maata maata
saanjh sakhaare dharti ko tu
kahe hai maata maata
samay pade par maata ko bhi
bech ke hai kha jaata
aa aa
dekh zara pedon ko gyaani
dekh zara pedon ko gyaani
janam jahaan wo paate hain
us dharti ko chhaanv de kar
dhoop mein khud jal jaate hain
dhoop mein khud jal jaate hain
ye hai ma kaa maa aan
ye hai maa ka maan
bade insaan
o insaan bade insaan
o insaan
tujhse to balwaan hai chidiya
tujhse to balwaan hai chidiya
jo chaahe keh jaati hai
jinki baat tere honthon par
aane se sharmaati hai ae ae
duniya bhar ke jaanwaron ki
duniya bhar ke jaanwaron ki
ek hi jaisi bhaasha hai
tu urdu aur hindi ke
jhagdon mein samay ganwaata hai
jhagdon mein samay ganwaata hai
waah mere vidwaan aan
waah mere vidwaan
bade insaan
o insaan bade insaan
o insaan
maan liya is dharti par aapas mein takraate hain
maan liya jungle ke panchchi
aapas mein lad jate hain
unke rain basere ka
unke rain basere ka
sar tinka hil nahin paata hai
aur tu raam rahim se ladkar
ghar ko aag lagaata hai
ghar ko aag lagaata hai
waah bharat ki shaan aan
waah bharat ki shaan
bade insaan
o insaan bade insaan
o insaan bade insaan
